Wednesday, June 2, 2010



Pujya Bapuji's next satsang: 30 Jan to 1 Feb , MUMBAI (Mah.). 29 jan evening ko Mumbai me dharam rakha manch per bhi Bapuji ka satsang hoga.

Kal 21 jan09, shat-tila ekadashi hai. Upvas rakhey. rice na khae.Tilka ubtan,til mishrit jal se snan, til khae, piye & daan v havan kare

Baat baat me mile gyan ka rang, jo hoye BAPU sang. aii-haii. Bapu ke bache, nahi rehege kache .Bapuji 11-12-08 Amd.

Muje maut ka bhay, nash ka der, jine ki vasna, sukh ki icha, dukh se swash nahi kyoki ye sab man me hai, aur man mithya kalpna hai.

Pujya Bapuji's next satsang: 17(eve)& 18Jan 09 ALWAR(Raj.) -- 24 to 26Jan 09(till noon) VRINDAVAN (U.P) -- 26 (eve.) & 27 Jan09 Etah(U.P.).

Shri Sureshanandji ne abhi Amd me kaha ki manav jivan pa ker bhi GURUKRIPA na paa sake to dosh bhagya ka nahi, kamnao ka hai.

New MP3- Maut ki maut, Nojavan bharat ki shan. New DVD-Purana anmol satsang. Rishi Prasad ab Kannad me bhi aayegi.

Pujya Bapuji next satsang: 17jan (afteroon) & 18jan 09, Somaiya Ground, Nr.Bhagat Singh Chowk, ALWAR (Raj.) 9414680923, 9413631960

Shri sureshanand ji ne abhi Amd me kaha ki kal Makar sankranri aur vakertund chaturthi bhi hai. Ganeshji ka simran karke chand ko argya de.

Pujya Bapuji ne abhi Amd me kaha ki sansar ka swabhav jaan le to us se vairagya ho jae aur bhagwan ka swabhav jaan le to us se priti ho jae.

Phir kaha - jaise mor badal ko dekh ker hi nachta hai, hey gurudev mere man per aap badal ki tarah cha jaoo, jivan sarthak ho jaye.

Shri Sureshanand ji ne abhi Amd me kaha ki apalak netro se Gurudev ko ya unki tasvir ko dekhne se (trathak), shardha davadol nahi hoti.

Zee jagran per Amd se live satsang aayega ,13jan- 10.30am & 4 pm and 14jan 10:30 am. JCN ko phone kare ki ye channel lagaye.-01681-256223

Amd ashram ki official SMS sewa shuru ho chuki h. Delhi satsang me gye sadhak apne coupen sms-sewa stall se le sakte h.

Gyan-vairagya ki vcd-Chup sadhna, Aakhir kya, Sansar musaphirkhana hai.Bhakti-dhyan ki vcd-Prabhu ka hoker to dekh, hridhya ki divya vani.

Bapuji ne abhi Delhi satsang me kaha ki dosro ka swabhav thik kerne ki chinta na karo, Apna aapa thik kerke gyan ki nav me baith jaoo.

Pujya Bapuji ne abhi Delhi satsang me kaha ki 26 jan ko somvati amavasya h. us din kiya jap grahan ke samay kiye jap ki tarah faldai h.

Kal 7 jan 09, wednesday, Puterda Ekadashi hai. Upvas rakhey, Rice bilkul na khae. Om Namo Bhagwate Vasudevae.

Gurutatv se badhker koi tatv nahi, Ninda aisa jehar hai ki bolnewala v sunney wala dono ki tabhai ker deti hai Bapuji amd 2-1-09 eve

Paper 11 to 12 hoga. Students 10:45 & teachers 10:15 se pehle pahuch jaye. apna pen, pad(phatta), roll no.slip sath laye.

Kal Jind me Divya prerna pertiyogita 6 centres me hogi. happy (rani talab), motilal, s.d (sewa sadan), national p.c, holyheart , nav durga.

Pujya Bapuji's Poonam dershan & satsang: 10 jan 09 (saturday), ajmeri gate, ramlila maidan Delhi. Hari Hari om

Uttrayan shivir & poonam dershan in Amd.ashram from 11 jan (afternoon) to 14 jan09. 11 jan ki subhay ka poonam dershan abhi final nahi hua h

Sunday ko saptmi, monday ko amavasya, tuesday ko chaturthi, wednesday ko astmi ho to , us din kiye jap ka hajaro guna phal hota hai. -Bapuji

Jaise her bache ke liye maa puri uski hai, jivatma ke liye permatma bhi pure ke pure uske hai. -Bapuji Surat 27-12-08 eve.

4 Jan (sunday)(11 am to 12 noon) ko Jind me hone wali divya prerna pertiyogita me sewa kerne ke ichuk sewadar 9812223193 per sampark kare.

Divya prerna gyan pertiyogita ke liye Jind me 400 students ka lakshay rakha gya tha. Pujya Bapuji ki kripa se 902 ho gye. SADHO.. SADHO...

Gurumantr jab arth sahit milta hai to bhagy ke ku-ank mittey hai.wasnaa, vikar, durgun mitkar jeevan sundar ho jata hai. Bapuji 20 dec sohna

Ek chingari se ek kilo ghaans ho yaa karod ,sab jal ke rakh ho jati hai. aise ek hari ka naam lene se janam janam ki wasnaa nash hoti hai.

4 Jan ko hone wali is pertiyogita me sewa kerne ki icha wale sadhak bhai-behan kal somnath mandir ke satsang me apna naam likwa sakte hai.

Happy school (boys & girls) ,Motilal, Holy heart, National, S.D (boys), Navdurga - in schools me prayer time me prachar kiya gya.

Divya prerna parkash gyan pertiyogita me bhag lene ke liye is monday tek ka samay hai. adhik se adhik students ko labh dilwaye.

Divya prerna parkash gyan pertiyogita me bhag lene ke liye 4-5 din hi shesh hai. apne 8 se 12 class tek ke bacho ka jaldi regd. kervae. Rs 5

Bone china ke barten & sweets ke upper lagne wala chandi ka wark banane ke liye her saal hajaro janwaro ko maar diya jata hai

No comments:

Post a Comment