Wednesday, May 26, 2010

Aaj ki tithi(kartik shulk novmi) ko Satyug ki shuruvat huvi thi. Aaj sankalp sahit kiya jap-dhyan -maun-vrat 100 saal tak mangal deta hai .

Vadodra ke satsang me pareshaniya paida kerne ka man banaye hue Gurudrohi Amrit vaid ko police ne hirasat me le liya hai. Om Hrim Om

Pujya Bapuji ki june 08 me Jammu ashram me huve satsang ki vcd abhi JCN per 7 to 8 pm chal rahi hai. Hari Hari Bol

Jo apne man per saiyam rakhker dhyan nahi ker sakte unke liye to Gurubhakti jga ker Gurusewa kerna hi ek upay hai (Gurubhaktiyog). Hari om

Pujya Bapuji next satsang : 9 to 13 nov - Vadodara (Guj.) & 15 to 16 Nov - Kota (Raj.). watch Bapuji satsang daily at IBN-7 at 6:10 am daily

JCN ke local channel per abhi 7 to 8 pm Safed Jhoot ka pardafash vcd chal rahi hai. jaroor se jaroor dakhe. Auro ko bhi kahe.

Thodi der baad 7:45 pm per AAJ TEK news channel per 2-3 min ke liye Pujya Bapuji ne Diwali kaise manai news aayegi. 31-10-08

28 ki raat aur 29 ki subhay khub khush rehey, dukh, chinta, tanav ko bga de. dhyan-bhajan me samay bitaye - Bapuji 25-10-08 jodhpur

Deepavali ki shaam ko Ashok vriksh ke neechey ghee ka diya
jalaayein , to bahut shubh maana jaata hai- SURESHANAND JI

Diwali ke din chandi ki katori main kapur ko jalaye to parivaar main teen tapo se raksha hoti hai.

Diwali ke din laung aur ilaaichi ko jla ker rakh ker de, us se Gurudev (ki tasvir) ko tilak kare lakshmi prapti me madad milti hai

Is diwali per phatako per vyart kharch kerne se acha hai garib bacho main meethai/kapde ya shoes aadi baant ker unke jivan me khushi laaye

Watch jcn now for vcd of Pujya bapuji aur sureshanand ji ke bich hui aadhyatmik prashanotri. 7 to 8 pm

Aaj Jind ke sadhako ne Saffidon ja ker Press Ki Taqat vitrit kiye. Aap bhi nishulk prapat kerne hetu kal somnath mandir 9 to 11 am aaye.

Abhi isi waqt JCN ke local cable channel per Pujya bapuji ki vcd -AAkhir KYA- chal rahi hai. 7 to 8 pm

Watch jcn now for Pujya Bapuji satsang vcd from 7 to 8 pm. JCN ke isi local channel per herroj isi time satsang aata hai.

Agli sambhavit poonam- 9 to 13 november Vadodra (gujrat)

JCN ke local cable chanel per abhi 7 to 8 pm Sureshanand ji ki satsang ki vcd chal rahi hai. khud labh le v dosro ko dekhne ke liye kahe.

Ghobi raat ko, Adrak sunday ko v Rasgula- paneer kabhi bhi nahi khana chahiye. ( Bapuji 12-10-08 faridabad )

Kartik main gurusewa, gita path, deepdan, tulsi sewa, bhagwannam kirtan, shaster pathan v brahamcharya kare. kartik mass starts today.

JCN ke isi local channel per Pujya Bapuji or Sureshanand ji ki satsang ki cd her roj subhay v sham 7 to 8 chalegi. labh le v dosro ko batae

JCN ke local cable channel per satsang ki vcd abhi 7 to 8 PM chal rahi hai. abhi dekhe v dosro ko batae

JCN ke local cable channel per (zee clasic se pehle wala channel) satsang ki vcd abhi 7 to 8 am chal rahi hai. abhi dekhe v dosro ko batae.

udyam ,sahas, dhairy, buddi, shakti v prakram ye 6 sadgun hai us ke jeevan me kadam kadam par vijayadashami ka darshan ho jata -Bapuji today

Kisi mahila ko sasural me samasya ho to shukl paksh ki teej ko upvaas kare v gaay ko roti khilaye v parvati maa ka smaran kare (6-10-08)-S

Guruponam per ashram main tod-phod karne walo main shamil neta jail main hai v borkawali aurat per bhi cid ki jach chalegi. satyamav jayate

Pujya Bapuji per jhoote aarop lagane wala rajesh solanki jail main hai, kathit tantrik per bhi apharan ki report thane main darz hui hai.

Jind's bal sanskar kender's new timings : Bhiwani road goshala 9 to 10 am & crystal school housing board 4:30 to 5:30 pm every sunday

Jind main Somnath mandir main pratek ravivar ko hone wala saptahik satsang kal 3 to 5 pm (shyam ko) hoga. (due to mela in morning)

Kamare se baahar jate to light pankha band kare. 1 rupiye ka bhi phaaltu kharch nahi ho is kaa dhyan rakhe - Bapuji 3-10-08

Kale daag wali roti kabjiyat v paachan kharaab karti. kale daag wali roti nahi bane, isliye agni kam do aur roti ko ghumao -Bapuji 3-10-08

Ice-cream, coka kola aadi nahi piye .Aisa koyi ice-cream ki powder nahi jis me jaanwar ki haddiya nahi padti. (Bapuji 2-10-08 chandigarh)

No comments:

Post a Comment